Here is another romantic song from 'Shri Krishna'- "Kampit Charan", , where the feelings of Shri Radhe Rani is expressed through the song! Very very True And Pure! The classical base of the song makes it really unique! Kampit Charan, Lajjit Nayan Bhiru Hriday, Jag Ka Bhay Milan Ka Moh, Viraha Ki Peer Mukh Gambhir, Pran Adhir Yamuna Teere, Malaya Samire Dhire Dhire, Charan Badhaati Chali Piya Ki Abhisaarika! Dekho nayi naveli Radhika! Prem Dagar Se, Nav Parichay Hai Jaane Kya Ho, Har Pal Bhay Hai Ek Halchal Hai, Ek Sanshay Hai Udhar Pratiksha, Idhar Pralay Hai Shwaason Mein, Jhanjhaawat Piya Ki Preet, Hiya Na Samaat Kuch Sakuchaati, Man muskaati Prem ki baati, sab se chupaati Chali Piya Ki Abhisaarika! Dekh nayi naveli Radhika! Kabhi aagraha, kabhi anunaya karke Nainon mein rang prem ka bharke Kunjon Mein Radhe Ko Mohan Le Cha...
My humble understanding of LORD KRISHNA (though HE is unfathomable) and how much HE loves all of us :)